Blog Ko Google Search Engine Me Kaise Add/Submit Kare?
Blog Ko Google Search Engine Me Submit Kaise Karte Hai: Dosto aap ye post padh rahe he matlab ki aap ek blogger hai. Aap apne Blog ko Google Search Engine me lane ka tarika khoj rahe hai. Blog ko search engine me submit/index karne ki jankari yaha milegi.
Aaj is post me hum yahi janege ki Blog ya website banane ke bad kaise blog or website ko google search engine se connect karte hai, kiya tarka he blog ya website ko google search engine me submit karne ka< or blog or website ko google search console/engine me add karne ke bad kaise blog ya website dikhai deta he Google search me.
suru suru me mujhe bhi pata nahi iske bare me . Jub muje pata chala ki Blog or Website ko search me lane ke liye search engine me submit karne padta he to sabse pahla kam mene apne blog ko search engine me submit karne ka kara. Aaiye jante he ki kaise jode blog ya website ko google search engine se.
Google Search Engine Kiya He ?
Google search engine google ki ek web tool sarvice he, jisme koi bhi internet user kisi bhi prakar ka shabd ya jankari type kar ke search ka buttan par click karta he to kuchh hi second me internet par mojud us jankari se related sabhi data ko khoj kar aapke samne la deta he.matlab ki hum jo nhi search karte or jo result ata h wo google search engine ka hi kam h Google search engine world ka sabse popular search engine he, world ke 90% internet user google search engine ka use karte hai.Google Search Engine Me Blog Ko Submit karna Kiyu Jaruri He ?
google search engine me submit karne hamari web yu blog google search me ane lagti h. Agar aapne blog ya website banane ke bad search engine se connect nahi kiya to samjho aapki sari mehnat bekar hai. Google search engine Blog ya website ke liye bahut jaruri he.2. Aapke blog par lagbhag 70% visitors Google Search Engine se hi search kar ke aaenge.
3. Jub aapke Blog ka Traffic badega to aap Blog par Google Adsence ka add laga kar kamai kar sakte hai.
Google Search Engine Par Blog Ko Submit Kaise Kare ?
Blog ya Website ko Google Search Engine se jodne ke liye Google Url Submition Page par jakar aapko kuchh Step follow karne he.Step
1. URL :- Isme aapko apne blog ya Website ka URL dalna he.
2. CAPTCHA :- Isme aapko click karke Verify karna hai.
3. SUBMIT REQUEST :- Is par click akrke URL Submit kar de.
Ab aapka Blog Ya Website Google Search Engine me submit ho gaya hai. or aapke samne ek msg show hoga kuch is tarah :-
“Your request has received and will be procced shortly”
Ab aapka Blog ya Website 24 hours me google par search me dikhai dene lagega.our h ye post aap ko kaisi lagi Blog ko google search engine me kaise submit kare.
our ye post apne dosto ke sathe jarur share our h hume comment me jarurr bataye ki hamari post kaise lagi our koi problem ho to commment me puch sakte h
0 टिप्पणियाँ