click this page

Cumputer ki speed badene ke top 5 2025 tricks[hindi me ]बेस्ट टिप्स कम्प्युटर की स्पीड बड़ाने के



Cumputer ki speed  badene ke 5 top tricks?

 

*.kya aap ke computer ki speed dhimi hai. ya computer atak kar chalta hai  to gabraiye mat ab me aapko 5 aisi tricks batane bala hu jo ki   maine khud ajmai hai .and best tricks hai

  1.cumputer virus ko dur karke.

*.cumputer system me virus ke aisi chij h ki apni copy ki file  dusre file and folder me failata h matlab ki virus khud hi sakraye rehta virus se bhi aapka computer ya pc slow chalta h.

 cumputer se virus ko dur karne ke liye hume usme virus Rodhak kit dalna chahiye  yani ki Anti virus our antivirus chahe koi si campany ka ho likin free bala nahi hona chahiye Qki ye hume full Security nahi deta h to ye h ek tarika jisse computer ki speed badti h.


2.disk Defragmenter ka piryog karke.
*.baise computer ki speed badane ke liye disk Defragmenter ek accha Tool h Aaiye to iske bare me jante h.
Ise kab chalana chahuye baise ise kam se kam ek mahine ke gaib se chalana chahiye likin kab kab chalana chahiye jante h

*.jab aap apne computer me badi sankhya me file jodte h .

*.jab aapka Disk 15% ya usse bhi kam ho.

*.jab aap kabhi apne computer me koi New program ya windows ka naya virsion install karna ho.

*.disk defragmenter ko kab chalana /kaise chalaye  ?

*.disk [defragmenter] ko kholne ke liye start buttone per click kare –all program per click kare chalye me aapko dark batata hu start per click kare our search box me disk defragmenter search kare our usper click kare. aapke samne aisi screen dikhai degi screen shut me dekhe.






Ab aapko Analyze ke Batton per click karna h driv ke Analyze ho jane per ek new Box open hoga jisme Analyze ke biseye me suchnaye hongi screen shut dekhe






Ab perkirya suru karne ke liye  Aapko defragmenter Button per  click kare niche screen shut me dekhe





Disk defragmenter ko close karne ke liye close ke button per daba de ab aapki pirkirya puri ho chuki h

3.Disk cleanup  Tool ka piryog karke?

*.kya Aapke computer ki gati dhimi ho gai h our bo kisi file ya website ko kholne me der lagata h ?

gabraiye mat computer ki gati demi ho jane ke mukhye karano me se ek h    harddisk space ka kam hona .Aap disk cleanup Tool ka piryog karke aap hard disk space bada sakte h.

*.Disk cleanup ka piryog kab kiya jata h ?

*.temperory internet files ko hatane ke liye.

*.download program files ko –jaise Microsoft activex controls and java applets ko hatane ke liye .

*.Recycle Bin ko khali karne ke liye.

*.windows temporary files ko hatane ke liye

*.optional windows components ka aap piryog nahi karte unhe hatane ke liye .

*.install kiye gaye un program ko jinhe aap us nahi karte.


Disk cleanup ka piryog kaise kare?

*.disk cleanup Tool ko kholne ke liye sabse phele start Button per click kare fir search kare disk cleanup tool search karne per usper click kare fir aapko  aisi screen dikhai degi.



*.ab aap ok Button per click kare fir aisi screen dikhai degi.


Iske baad Aapko jin file ko hatana h unper tick karde our ok button per click karde ab aapka kam ho gaya h .pc ko restart jarur karde.

4.Anchahe program ko uninstall karke?

*.cumputer me bahut sare program hone ke karan bhi computer ki gati dhimi pad jati h.jin progrmo ki hame jarurat nahi padti unhe uninstall kar dena chahiye .

 anchahe program uninstall karne se space bhi milegi our sathe hi clutter me bhi kami hoti h our program ko search karne me asani hoti h.

Aise bhut se log h jo computer to chalate h magar uninstall karna nahi jante to aieye hum batate h Aapko.
*.kisi program ko uninstall kaise kare?
Ab bas aap screen shut me dekhe

Control panel me jaye


Uinstall per click kar screen shut dekhe



Ab jis program ko uninstall karna us per mouse ke right button per click kare. Screen shut dekhe


Our uninstall per click karde is tarike se aap uninstall program kar sakte h.



5.Hard disk ko scan karke.

Windows ke sahi se band nahi hone our bhi kai karano se system files damage ho jate h .time –time pe damage system files ko sudharna bhut jaruri h .qki inke karan se computer ki gati dimi ho jati h .

Hard disk ko scsn karne ke liye windows scandisk Tool pirdan karta h .cumputer hard disk ko scan karna bhut hi Aasan h.

To chaliye jante h hard disk ko kaise scan kare?

*.hard disk ko scan karne ke liye sabse phele start batton per click kare.

And search kare Run fir us per click kare.

*.ab aapke samne aisi careen hogi

 


*.usme  bina cots ke “sfc/scannow” tipe karna h our fir ok kar dena h.



working 100%


 our ha in sare tariko se 100% Aapki pc ki speed badegi our h har ek work ko karne ke badd pc ko restart jaruur kare. 

 hame coment me jarur bataye ki post kaisi lagi our apne dosto ko batana na bhule aisi hi post padne ke liye hame subscribe kare and like and follow myhindigayanbook.


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

ads