click this page

Mobile Pani Me Gir Jaye To Gile Mobile Ko Kaise Sukhaye very easey methode

Mobile Pani Me Gir Jaye To Gile Mobile Ko Kaise Sukhaye?

 Mobile phone ko hamesa pani se bacha ke rakhna chahiye. Agar phir bhi galti se Apka mobile pani me gir jaye to turant mobile battery nikal de our nahi mobile ko on kare  . jyada der pani me rahne se apka phone hamesa ke liye kharab ho sakta hai. kuch smart phone me water proof coting bhi hoti hai, per un mobile me bhi kharabi a jati jab wo jayada der tak pani me pade raha to . pani me girne par kuch second tak surashit rahte hai. Agar apke pass water proof coting wala smartphone hai, to pani me jate hi turant nikalane par nuksan nahi hota hai. In this post apko bataunga ki agar mobile pani me gir jaye ya phone me pani chala jaye to kaise sukhaye or kiya kare?

 

 

 

Mobile Pani Me Gir Jaye To Gile Mobile Ko Kaise Sukhaye?

Agar galti se apka phone pani me gir jaye or Phone ke andar pani chale jane ke bad iske phone me kharabi a sakti h .  Aaiye jane ki phone me pani jane ke bad kiya  kare or phone ko kaise sukhaye. Iske kai tarike hai jo aap niche dekh sakte hai.

Pani Me Mobile Gir Jaye To Gile Phone Ko Sukhane Ka Tarika?

Agar  dosto  achanak apka Mobile pani se bhig jaye ya phone me pani chala jaye to is post me bataye gaye upaye ko apnakar apna phone bacha sakte hai.

 

 

Chawal Me Daba De :-

Mobile pani me girne ke baad puri duniya me is techniq ka istemaal karte hai. sabse pahle ek airtight container ya zip lock bag le aur isse kache chawal se bhar de. phone ko chawal ke andra rakhe. zip lock bag ya air container ko tite band kare. Isko sukhe sthan par rakhe. Aap silica gel pack bhi istemaal kar sakte hai.ye bhi ek acchi trick h.

 

 

 

Mobile  Hilakar Pani Bahar Nikale :-

Headphone jack, Charging port aur physical buttons ,speakar ke niche moujud pani ko nikalne ke liye apko phone ko bade pyar  se hilana chahiye. iske bad apko sukhe kapde, toilet paper ya paper napkin se phone ko aram se saf karna chahiye. isse phone me ya iske bahri awran par maujud pani ki bundo ko saf kiya ja sakta hai.

Switch Off Kare :-

 our main to yahi khena chata hu ki phone pani me gir jata our wo on h to use turant off kar de
sambhawna adhik bani rahti hai. isse phone ke internal parts ko nuksan pahuch sakta hai. Mobile me pani jane ke bad switch off karne se phone kharab hone se bachaya ja sakta hai.










Mobile   Sab Chiz Nikal De :-

Phone ko swich off karne ke bad phone se har chiz ko nikalna suru kare. Apko phone ki battery, sim card , memory card aur accessories jaise stylish, cas, cover, skin etc nikal dena chahiye. isse aap pani ki bundo ko asani se saf kar sakte hai aur phone me pani ki bunde bache rahne ki koi sambhawna bhi kafi had tak kam ho jati hai.






Service Center Le Jaye :-

our h  Phone me pani me jane ke bad sahi hone ki koi garnti nahi hai. chawal me rakhne ke bad bhi phone kaam na kare to mobile company ke Service Center par le jaye. waha par phone ke huye nuksan ke bare me sahi check kara ja sakta hai. sath me apko yah bhi sahi se pata chal jayega ki apka phone thik ho sakta hai ki nahi.






our h dosto mobile pani me gir jaye to kya kare hamari post kaisi lagi comment me jarur bataye and apne dosto ke sathe jarur share kare our myhindigayanbook ke bare me bataye.




How to creat facebook Account witheout mobile number and without email top tricks



facebook Account kaise Hack kare (hindi me)। किसी का भी फेस्बूक अकाउंट कैसे hack करे?





Bina Number ke Whatsapp Accuont kaise Banaye top methode
















 

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

ads