Cumputer ki
speed kaise badaye
Agar Aapka computer ya pc start hone me samaye lagata h to ye
tricks Aapke kam ki h .jab Aap Apna computer start karte h .to Desktop to jaldi
a jata h . per bahut der tak Maouse Aero me damro ki tarha gumta rehta h.our
banchit program ko kholne per uske khulne me bhaut time lagta h.iske karan aap
bhut der yak intejarr karte hai.
Sachme ye sab samsya ka karan Aapka start –up hai .hota ye ki Aapke start-up me bhut sare
program jude rehte h.our jab tak Aapka computer unsare program ko nahi khol
leta tab tak start nahi hota h.
Sayad Aapko pata ho ki jab kabi bhi aap apne computer me koi
new program dalte h .to bo khud ko start-up me jod leta h .
Is samsya ko suljhana bhut hi saral h .bus aap mujhe follow
kare .To sabse phele Aaap start per clik
kare our ab run box ko khole .
Our dosto ab Aapko ok karna h .and pc ko restart kar de Aapka
kam ho jayega.agar ab bhi aapko koi problem h to humse comment ke thuru puch
sakte h.our h hamari post ke bare me dosto ko bhi bataaye and jayda se jayeda
share kare.
0 टिप्पणियाँ