*.Hi riends
aaj hum ye janne bale hai ki blog me facebook follow button kaise lagate to
chaliye aaj jaaante ha .
#_Facebook follow button kya h?
*.facebook
follow button ek aisa button hai . koi bhi person us buttonko daba kar hume follow
kar sakta direct hamare blog post se hi ye button twitter me bhi
hota our facebook me bhi is button dabakar koi bhi hume follow kar sakta hai.is se hamare blog per visiter join rahenge and traffic bhi milta rahega
#_facebook follow button ka kya
fayede ha?
*.is button
ke upyog se bo hum se jude jata our
hamari post bhi dekh sakta h like comment bhi kar sakta h.our agar hum ise blog
me add kar de to hamara traffic bhi badega our hamari blog se jayeda se jayeda
log jodege.
#_facebook follow button blog me kaise lagaye/add kare?
*.sabse
phele hume apne facebook
account me log in kare .next setting
me jana hai ,aap logo ki asani ke liye mene screenshoot addkar diye hai.jakar ye screenchut dekhe
Iske baad
aapko sarbajanik post ke option per click karna h ye dekhe
iske baad aap ko aisi screen dikhayi degi
niche dekhe bus isko dekhkar fpllow karte rahe
Our ab aapko
ye code copy karna h ye code past karne ke baa dab aap new tap me a jayiye apne
blog account me
log in karne baad aapke aesi screen dikhai degi niche dekhe
our
layout per click kare. Ab niche dekhe ab aapko add gadget per click karna h.
Uske baad aapko HTML/JAVASCRIPT per click karna h niche dekhe.
ab
aapke samne aisi screen khulegi .
ab yaha bo code past karde jo facebook se liya tha . our save karde
ab aapka kaam ho gaya h agar aapko abbhi koi dikkat a rahi h to comment me puch
sakte h post padne ke liye thanks.
Our h comment me jarur bataye ki post kaisi thi our apne dosto ke sath jarurr share kare.
Our h comment me jarur bataye ki post kaisi thi our apne dosto ke sath jarurr share kare.
0 टिप्पणियाँ