hi ,friends aaj hum gmail per email id kaise banate h ye shikhege aajkal dosto email bhut jaruri ho gaya h chahe bo bank ho school ho ya collage ho sab jagaha email jaruri ho gaya h sarkari job me inrviwe me adi jagaha email manga jata h email ko hum kai companyo me bana sakte jaise yahoo!, google, orkut ,ho ya microsoft ho hum kai jagaha per free me gmail yani apni email id bana sakte h me aapko google per gmail yani email kaise banate. sabse phele hum apne phone ke browesr ko khole us ke baad usme
www.gmail.com enter kare our tabhi aapko ek page dikhai dega usme login and creat new accuont dhikhai
dega usme apko creat new account per click karna h tabhi aapke samne ek new window open hogi usme aapko step by step barna h sabse phele aap usme apna fasrt name me aapko apna phela name dalna h our next option me last name dalna ab aapko user name dalna h jo aapne name dala tha usi hisab se user name dale manlo jaise apne name ase dala .mohd akram shaikh to user name bhi ase dale mohdakramshaikh8gmail.com4. 8 is email.me isliye laga h ki mohd akram shaikh bahut se log hote akele aap hi nahi to next apko date of birth dalna h uske baad aapko male ya female me se ek chunna h uske baad aapko phone no. ka option ayega usme apna phone no. dal de yaad rakhe mobail no bo hi dale jo aapka h aap jo ho ek email address ka option ata h agar aapka email h to dale de nahi to rehne de last me i am agree this our app is screensoot ko dekh le
service and trems per click karna h next me aapko ek new window kholegi ab apne jo mobail no. dala tha usper google ek 5 anko ka password bhejta bo password apko bo next window me dalna h 5 anko ka password dale ke baad ek our window najar ayegi us me aapko kam se kam 8 anko ka password dalna h ko ki strong hona chahiye jaise ak45!ram phir confirom password me bhi aapko bo hi password dalna h uske baad aapke next kar de phir agree and continew per click kar de uske baad aapka email id tayaar h ab aap gmail ke inbox me jakar dekhe apke pass google ki taraf se sucna mil chuki ho gi google per gmail yani email id banane se hamari playstore id and google+ id and youtube id bhi ban jati h bhai agar meri baat aap log nahi shamaj paye he to pleas comment me puch sakte h
0 टिप्पणियाँ